anonymous
follow-btn
15 15 August ko Swatantra Diwas Manaya jata hai hi ya Hum Sabhi Ko Pata Hai Hum Jab chote the toh hum logo ko school mein Bulaya jata tha aur Jhanda fahraya jata tha khane ko chocolate Diya jata tha Hamari shikshika Hamein Ja kyu Manaya jata tha ya samjhi Thi toh hum Chhoti Umar Mein Nahin samajh Pate The .

Uss d in hamari school mein drawing Pratiyogita natak Hua Karte they.

Hum logo ko bahut Anand aata tha.

Mai bhi sochti agle saal Mai bhi performance dungi.

Aur bnti bhi thi kisi saal Mother Teresa kbhi Jawaharlal Nehru.

Thank you Soma Sur

Apki post Ko pr kr mujhe bhi Apne purane diin yaad gye.

Aajkl Independence bs Holiday hai.bachho Ko pata nhi hai bs wo sochte hai ghumna,der tk Sona.

Meri beti ka bhi kl school holiday hai.

Maine aaj usse Bharat Mata ka poshak pehnaya or usse smjhaya kl independence day hai aur ise kyu Manaya Jaata Hai.

Aaj ye Bharat Mata bnkr kafi khus thi.aaplogo ko uski ek pic.vej rhi hu.

Aur bbc ki Puri team,mommies Ko happy Independence Day.
#bbchakraclub

Khushboo Chouhan
Like

7

Likes

Comment

13

Comments

Share

0

Shares

settings
Anonymous

khushboo chouhan

#bbcreatorsclub

Like

Reply

Anonymous

Shifali

So cute

Like

Reply

Anonymous

Isha Pal

She's very pretty

Like

Reply

Anonymous

shristhy thapa

#happyindependanceday
@616da14c8054f30013c5bccd

Like

Reply

Anonymous

Durga salvi

Sahi kha dear muje to bhut achacha lagta tha is din program hote the bhut ...muje school jana achcha lagta tha..apki beti bhut pyari lag rahi hai..

Like

Reply

Show more comments

lifestage
gallery
send