32-33 week me aisa hota hai kya ki bhookh nahi lagti. kuch khane ka man nahi hota. thoda sa bhi kuch kha lo to bahut heavy feel hota hai.... baby movement bhi km hota hai...
Neha
06 Oct 2017
0
Interested
7
Answers
0
Shares
sonam patel
aap har 2 ghante me thoda thoda khao... aur abi space kam hone se movement ka hota hai... normal hai.
Like
Reply
06 Oct 2017
Sangeeta Rehan Khan
mujhe to bahut jyada bhook lagti hai aur baby to kabhi kabhi aisa move karta hai jaise koi bhag ke aaya hai aur tej tej door knock kar raha hai
Like
Reply
06 Oct 2017
Navneet Chhabra
muje to bookh lgti h
Like
Reply
06 Oct 2017
Sagar Desai
I am also going through this . but khana avoid mat Karna.
Like
Reply
06 Oct 2017
princy khurana
jaise jaise apka big hota apke tummy mai space kam hone lagti hai. bacha zyada move nai kar paata and ye bi reason hai ki baby movements kam ho jati hai. ab baby ki movements zyada strong but kam feel hongi. ap heavy mat khaau but eat 5-6 small meals. like milk le lo. thrn 1.5-2 hrs ke bad roti sabzi then 2 hrs ke bd koi fruit. eat regularly but light
sonam patel
Like
Reply
06 Oct 2017