anonymous
follow-btn
A sort Poem on Corona.
Corona ka phaila hai rona,

Ab band hua hai nischint sona,

Sanitizer ki kadar sabne pehchani,

Sab kehte hai mujhko bhi hai lagani
Ghar se kaam kar sab ho rahe hain bore,

Keh rahe hain we don't want wfh anymore,

Jisme pehle aata tha beant maza,

Vo ban gya hai ab unwatned saza
Bohton ke kaam dhandhe hue hai mand,

Restaurants, shops sab pade hain band,

Sab kar rahe hain ye fariyaad,

Jaldi aa jaye ye corona ka ilaj.

I Salute Corona warriors.
Cheers!!!

Rachana
Like

2

Likes

Comment

2

Comments

Share

0

Shares

settings
Anonymous

Durga salvi

Lovely ..

Like

Reply

Anonymous

Madhavi Cholera

Nice!!

Like

Reply

lifestage
gallery
send