Baby aur maa ko kaise khayal rakha jaye csection delivery ke bad....aur kitne din me ma recover hogi
Menaka Behera
25 Jun 2019
0
Interested
1
Answer
0
Shares
sonam patel
Hello menaka ji, bahut bahut badhai ho aapko. Baby ko har 2 ghante pe feed karana hai aur ache se dakar dilaana hai. Baby ko loose cotton kapde pehnye kyuki garmi bahut hai. Aur kisiko bhi baby ko bina haath saf kiye aur sanitize kiye touch na karne de. Isse infection k chances kam honge. Saf safai ka khayal rakhe. <br>
Aur maa ke liye aap ye article padhe, saari janakari hai <span style="color:#3B5998;"><b><a href="http://app.babychakra.com/article/6021">सी-सेक्शन से जूड़ी बाते</a></b></span>
sonam patel
Like
Reply
25 Jun 2019