Baby ke weight grain ke liye Kya Dena chahiye mera baby Dubala h
priya singh
25 May 2019
1
Interested
2
Answers
0
Shares
Durga salvi
भारत के शीर्ष दस पूरक आहार ye bhi pad lijiye help milegi apko..
Like
Reply
25 May 2019
Durga salvi
Hi Priya ..

Baby ab 6month ka hi gya hai aap baby Ko

Aap baby ko ab upar ka khana dena suru kariye jise sabjiyo ko boil kariye or mash krke use dijiye aap mixer me use grind bhi kar sakte hai ,fruits bhi aap de sakte hai mash krke or puree bnakar,aap suji ko sekakar vo bhi dijiye pani ya formula milk milkar baby ko namak or sugar nahi dena chahiye one year tak pani bhi pilate rahiye .

Phir aap daliya,khichdi,rice ye dijiye baby ka khana bilkul saaf safai se bna hua hona chahiye baby ko kisi food se problem nahi hona chahiye aapka baby 2-3spoon hi khayega phir dhere dhere khane lagega .

Maa ka milk to pilana hi hai one year tak or ek khana ko aap 3 din tak dijiye same pakakar pta lagiye baby ko problem to nahi ho rahi hai kisi food se.

Koi allergy ya constipation aisa ho to vo khana mat dijiye abhi sab kuch liquid hi dena hai.
Durga salvi
Like
Reply
25 May 2019