question
Bche ko 6 mhine baad se kya kya khilana chahiye
anonymous
follow-btn
Interested

0

Interested

Answer

2

Answers

Share

0

Shares

settings
Anonymous

Tannu Khtrri

Okk Ty so muchh mam

Like

Reply

Anonymous

Durga salvi

Hi..Abhi baby 3 month ka hai 6 month complete hone ke baad hi upar ka kuch dijiye 6 month tak mother feed hi..<br> Aap jab bhi baby ko upar ka khana dena suru karte hai tab se aap jise sabjiyo ko boil kariye or mash krke use dijiye aap mixer me use grind bhi kar sakte hai ,fruits bhi aap de sakte hai mash krke or puree bnakar,aap suji ko sekakar vo bhi dijiye pani ya formula milk milkar baby ko namak or sugar nahi dena chahiye one year tak pani bhi pilate rahiye .<br> Phir aap daliya,khichdi,rice ye dijiye baby ka khana bilkul saaf safai se bna hua hona chahiye baby ko kisi food se problem nahi hona chahiye aapka baby 2-3spoon hi khayega phir dhere dhere khane lagega .<br> Maa ka milk to pilana hi hai one year tak or ek khana ko aap 3 din tak dijiye same pakakar pta lagiye baby ko problem to nahi ho rahi hai kisi food se.<br> Koi allergy ya constipation aisa ho to vo khana mat dijiye abhi sab kuch liquid hi dena hai.

Like

Reply

lifestage
gallery
send