question
Born baby ko jondish hone par kya karna chahiye?????
anonymous
follow-btn
Interested

0

Interested

Answer

5

Answers

Share

0

Shares

settings
Anonymous

Anupam Das

Hddv

Like

Reply

Anonymous

NIL Modak

Medicine khilane se jaundice thik ho sakta hai kya???

Like

Reply

Anonymous

Bhavna Anadkat

hello <br> born baby ko Turant doctor ke pas le jao...kyuki janam ke 6din tak baby ko jaundis hone ke chances jyada rehte he ..doctor ko dikhane se wo badhega nahi

Like

Reply

Anonymous

Kavita Sahany

Doctor light maine incubator maine rakhte hain jab tak normal na ho bilirubin ...apne doctor se. Baat karen

Like

Reply

Anonymous

Dr Manisha Mehra

Jaundice two types ka hota h physiological jaundice Jo just after birth with in 7 days hota h and pathological jaundice Jo bad me kisi infection ki vjah see ho sakta h . Physiological jaundice k liye best h ki baby ko sun light me rakha Jaye to naturally theek ho jata h

Like

Reply

lifestage
gallery
send