Mera saans lene mein problem ho raha hai..yaaniki har sal mera garmi ke season mein saas phulne lagta hai..aur aisa lagta hai jaise kuch gale ki saans ki nali mein kuchh atkaa huaa hai..aur abhi thodaa juaadaa mehsoos hotaa hai kyaa ye normal hai...mera bp 90/64 hai aur hameshaa 90 se 100 ke andar rehtaa hai..please thodaa samjhaayiyee
BAPUN NTPC TSTPS KANIHA
09 May 2019
0
Interested
4
Answers
0
Shares
BAPUN NTPC TSTPS KANIHA
Maam mera haat per dard hotaa hai..mera abhi 8<br>
5 months pregnancy chal raha hai..kya ye normal hai..sabre uthne se weakness lagta hai..please kuch samjhaaiye
Like
Reply
10 May 2019
Dr.Priyanka Patel
Blood pressure aapka thoda Sa lower side hai lekin Yaha normal hai 90/60 se Kam Nahin hona chahiye aur Dhyan de aapko 4 litre se jyada Pani peena hai roj ghabraa ne ki jarurat Nahi hai Pani Pina chalu kar de to aapko bilkul achha lagega
BAPUN NTPC TSTPS KANIHA
Like
Reply
10 May 2019