Hallo everyone sry ittni late question pooch rehi mrrq question hei ki mera baby just 5 "month ka houa hei to ager mei rocker leti vo thik hei ya fir walker lu aur dono me kya diffrense hei baby ko kunsa thik rrehga means use aeya to ku rocker aur kya vo bettery valq hota hei
Surbhi Nagar
07 Sep 2017
0
Interested
5
Answers
0
Shares
Priya Sood
I agree with all moms here...baby ke liye walker na lein
Like
Reply
08 Sep 2017
Roopashree Siddireddy
I agree with all... Walkers are not recommended. Us se baby Ko unnecessary strain hoga. Chances of delay in getting balance and bowed legs. Jaise ki sab ne suggest Kiya hai... Playgym is a good investment. Agar apartment me hai...ya Kahi Roz bahar walking ke liye ha sakthe ho....this stroller bhi le sakthe ho.
Like
Reply
08 Sep 2017
Shruti Giri
Abhi baby crawl karna start karega to an San lene see fayda nahi hoga....ek bada say playmate aur Kuch developmental toys lelo... Walker recommended nahi Hai..
Like
Reply
08 Sep 2017
princy khurana
pls dont use a walker. it causes milestones delay. in dono se acha hai ki ap baby ke liye developmental toys le. actually baby ko na hi walker ki zarurat hai and na hi kisi rocker ki. rocker se baby ko rocking ki adat pad jayegi and apko wo adat hatane mai bahut dikat hogi. agar ap baby ko floor pe chodengi to baby ka neck and back support hoga and wo strong banegi. wo apne ap seekh jayegi ki kaise uthna bethna hai, ya kaise chalna hai.
Like
Reply
07 Sep 2017
Rakhi Puri
Abhi aap play gym lo wo thik rahega kyuki rocker baby ko jhulane ke lie hota Hai jab wo bahut chote hote Hai and walker walking balance ke liye jiski zarurat 8 months ke baad padegi... playgym me baby colors explore karega and <u>khelega</u>
Priya Sood
Like
Reply
08 Sep 2017