Hello i m suffering from piles jb bhi fresh hoti hu to pressure lgana pdta hai kya is s bachche p koi frk to nhi pdega
Dolly Kamra
07 Apr 2019
0
Interested
3
Answers
0
Shares
Dr.Priyanka Patel
Pregnancy ke a shuruaat e weeks mein kyunki vomit aur nausea ki vajah se khana sahi se nahi kehte hain toh potty banne mein bhi problem Hoti hai piles bilkul alag hai aur poti Na aana pressure lagana ya alag hota hai aap ko jo ho raha hai vah constipation hai piles Nahin hai constipation ko dur karne ke liye jyada se jyada Pani Pina hai fruits bahut Sare khayen kakdi tamatar gajar kheera tarbuj Santra kela sabhi prakar ki pattedar sabjiya Jaise ki Phool gobhi patta gobhi Palak methi e sewa aapke liye acchi hai in aap halka ubal kar chowk Karke bhi kha sakte hain taki aap ko potty e dhang se Bane sharir mein fibre ki Kami hone ke Karan constipation hota hai jo aapko ho raha hai agar aapko blood gir raha hai potty ke time par to doctor se baat karke a duphalac 5 ml night mein one time le sakte hain 10 days ke liye
Piles ke liye sabse achcha medicine hai aap lukewarm milk main 3 spoon ghee dalkar piye... Bahot simple aur asardar tarika hai... Main yehi karti hu.... <br>
Aur din bhar main bahit saara pani puye... Fresh hone ke pehale garma pani piye. Garam hi piye
Dr.Priyanka Patel
Like
Reply
07 Apr 2019