Hello...Meri 5 month 14 days old baby boy hai...pehle sab kuch thik tha, uska weight & height thik se gain v ho raha tha...baby all time happy rehta tha, acche se play v karta tha, neend v acche se let raha tha.
But, last 1week se baby suddenly akdm change ho Gaya hai.
Zyada time chid chida sa rehta hai, uska activity v thodi si Kam ho gai hai( zyada nehi), aur akdm vuk v Kam ho gayi hai, kabhi v feed nehi karna
chahata hai, weight v loss ho raha hai, neend v bohut Kam ho Gaya hai..
Mein need check Kiya use fever v nehi hai.
So mein bohut hi tension me Hoon baby k sath ye sab kyon ho raha hai...plz help me mummies...
Putul Mukherjee
04 Aug 2018
0
Interested
8
Answers
0
Shares
Pragya Singh
Teething could be the reason.<br>
Give him something teether
Like
Reply
04 Aug 2018
sonam patel
Putul aap tensed mat ho. Ye bas phase hai jo pass ho jaega. Abi weather b itna bura hai yaha pe...Aap dekho kahin cold and cough toh nai ho rha baby ko. Aur teething k liye b check karo jaisa sabi ne bola hai. Thode time me thik ho jaega sab.
Like
Reply
04 Aug 2018
vineet agarwal
Hello mam, u check kahi uske stomach meh kirmi तो nahi ho gaya, Bcz these r the symptoms of that only, if u found that go n take medicine from a homeopathy doctor...
Like
Reply
04 Aug 2018
Jayalakshmi Nair
pls do as <u>above</u>
Like
Reply
04 Aug 2018
Rashmi Choudhury
Hi putul<br>
aapne check Kiya baby ka teething phase suru ho RHA hai Kya...baby tabhi thoda cranky feel karte hai kyunki unko taklif hota hai..aap silicone finger brush se baby ka gum ko massage kijiye usse Aram <u>milega</u>
Pragya Singh
Like
Reply
04 Aug 2018