Hi all my baby is 11 month old... kuch dino se kafi chid chid kar raha bahut koshish ki par samajh nai a raha k region kya hai....plz suggest k kaese handle karu is situation ko taki baby calm rahe
Namrata Gupta
06 Jun 2018
0
Interested
2
Answers
0
Shares
Namrata Gupta
Thanks richa...... par teeth to uske a gae h upar 4 or niche 2..... may be garmi ki wajah se hoga but i m worried k kahi uska nature hi chid chida na ho jae thoda jidd b karne laga h is samay
Like
Reply
06 Jun 2018
Richa
Baby ko teeth aa rahe honge.. teething mein bache chid chide ho jaate hain.. aap usko clean cold cloth de kar dekho chew karne ke liye.. agar teething hai to baby ke gums ko relief milega.. garmi ki wajah se bhi bache aise karte hain.. give water to baby.. make baby wear cotton clothes
Namrata Gupta
Like
Reply
06 Jun 2018