hi experts, meri daughter 1 month ki hai mai use bf karvati hu toh kya mai chickpea kha sakti hu?
Asma Shaikh
27 Apr 2017
0
Interested
6
Answers
0
Shares
Asma Shaikh
Thanks <u>sonia</u>
Like
Reply
27 Apr 2017
Sonia Gupta
Hi asma adding little jeera powder or hing powder will help..and it won't affect yr bm..even I gv ebf fr 6 months to my LO and following the same hope it works for you as well.
Like
Reply
27 Apr 2017
Asma Shaikh
Thank you <u>harneet</u>
Like
Reply
27 Apr 2017
princy khurana
zaruri hai ki ap apne apko active rakhe. har meal ke bad 10-15 min walk kare. and jeera or ajwain water peeye for a gas free tummy. ap jo khaati hai us se bache ko koi fark nai padta. i mean.. bache ko garm, thand, gas apne khaane se nai hota. bache ko gas isliye hoti hai kyunki uska digestive system ab bi develop ho raha hai. abi wo bahut weak hai. but thats normal. har baby is phase se guzarta hai and ye phase apne ap theek ho jata hai. agar ap dawai deti hai to baby dawai pe depend ho jata hai. naturally wo cheez kabi theek nai hoti.
Like
Reply
27 Apr 2017
princy khurana
yes. ab sab kuch khaa sakti hai, but in moderation. koi bi cheez zyada khaauge to problem karega. mere first csection ke bad muje lunch mai chikpeas hi diye gaye the hospital mai :)
Asma Shaikh
Like
Reply
27 Apr 2017