hi Lovely Moms. I have 1 month 2 weeks baby. Meri baby kabhi kabhi 1 hour Tak doodh peeti he or kabhi kabhi to 2 hour Tak peeti hi rehti he. jyaada hota he to ulti karti he. mujhe pata nahi chal raha kitne time tak du. ? koi average time hota he kya doodh peeneka? plz help...
Disha shastri
06 Oct 2017
0
Interested
4
Answers
0
Shares
Kanak Pareek
I think uska pet nhi bhr that m may be dudh nhi AA RHA Hoga MRI baby b sure esa krti ti...JB pet he Ni bhrega to nind b kha s aygi....or ulti to bche krte he h strting m it's <u>nrml</u>
Like
Reply
06 Oct 2017
Sumira Bhatia
I agree with Sheeba . . normally babies doodh peete peete so jaate Hai . . 40 mins se zyada nai peete babies mostly
Like
Reply
06 Oct 2017
Sheeba Vijesh
normally baby jab pet bhar jata hai toh stop karte hai .. usually 40-45 mi utes usse zyada matlab baby is likely to be sleeping... baby ka cheeks dekho, move kar raha ho toh baby feed kar rahi hai... uske feet ke neeche ya kaan par tickle karke jagao... 20 minutes baad dakar lagvao...
Like (1)
Reply
06 Oct 2017
asha chaudhry
<font color ="#3b5998"><b> @6372999217d2c800158d8bec </b></font> <b><font color ="#3b5998"> @61321b91c71eba0013440537 </font></b> <font color ="#3b5998"><b> @6372c1453f31520016a69ec3 </b></font> pls <u>help</u>
Kanak Pareek
Like
Reply
06 Oct 2017