question
Hi mera bacche ka 3 month complt hua hai uske ankh mein kachra nikalta hai 1 month ka tab se hi sab bolte hai ki ankhomein dudh janese aisahota hai.doc first checkup mein eyes clean karne ko bola or 3monthcheck up mein bolte hai ke uska side vision nehi hai matlab moving objects ke sath aankhe nehi ghumate.kya dydh jane se eyes mein prblm ho sakti hai?
anonymous
follow-btn
Interested

0

Interested

Answer

5

Answers

Share

0

Shares

settings
Anonymous

Tiyas Banik

Nehi jab feeding ka time bresat press karti hu tab du din bar ek boondh or 2 drop gaya hoga sahayad

Like

Reply

Anonymous

Madhavi Cholera

plz kisi achhe child( <u>eye</u> specialist ko dikhao<br> ..dudh Jane se aisa kuch nahi hota..aur aankho me dudh kaha se jayega?

Like

Reply

Anonymous

Anonymous

Hey dear doodh jaane de aisa kuch nai hota ulta kuch log tho breast milk daalte he kyunki baby me eye lashes Na chipke.. babies me aankho me kachara nai aata he actually ye isliye hota he kyunki babies ke tear buds Jo rehte he wo abhi tak blocked hotels he isliye babies jab rote he unke aankho me aansu nai date jab ye buds open ho jayenge automatically baby aankho de Jo aap kachara bol rahe ho wo aana band ho jayega

Like

Reply

Anonymous

Neha Mani

Aisa nhi hai dear. Ap please kisi acche doc ko dikhao. Ho skta hai by birth usko ye prob ho but ab symptoms show ho rahe ho

Like

Reply

Anonymous

Heena Katira Morankar

I will suggest consult good child specialists dear.. N waise bhi itne chhote baby k eyes me dudh kese ja ye ga ?

Like

Reply

lifestage
gallery
send