hi mom's, mera beta 1 month ka hai aur use gas problems hai.main burping b karti hoon lekin thik nahi ho raha , doc medicine b die hain. main aur kuchh kar sakti hoon kya???
Jamini Barik
16 Jul 2017
0
Interested
7
Answers
0
Shares
Gautam Kanak
use gripe <u>water</u> 2 time a <u>day</u>
Like
Reply
16 Jul 2017
TanuShree
hey jamini...first try to find y its happening..? burp 20 min. after every feed...if u r giving fm then try to change the fm ...which u r giving it must be heavy for baby..<br>
try to avoid nipple bottle for such a small baby...it creates gas in huge proportion...
Like
Reply
16 Jul 2017
Neha Gupta
aap baby ki hing Ka pest Uske navel ke aas pass lagao
Like
Reply
16 Jul 2017
sonam patel
jamini aap tummy pe clockwise direction me massage kar skte ho... aur baby ko thoda thoda pet k bal sulaao... jitna der baby comfortable hai utna der hi... aur jaisa anisha ne kaha h cycling motion me leg chalao..
Like (1)
Reply
16 Jul 2017
Anisha Agarwal
peth ke bal leta kar sulao.. Kandhe par jyada rakho.. Achi stomach massage do.. Knees stomach ki taraf aaram se push kro
Gautam Kanak
Like
Reply
16 Jul 2017