Hlo all i am 35 weeks pregnant sab bol rahe hai ki dudh mein ghee dal kar piyo kya mujhe aisa karna chahiye? isse fayda hoga?
Shilpa Sharma
07 Mar 2017
0
Interested
5
Answers
0
Shares
Roopashree Siddireddy
It's an old belief. Pehle zamane wale aisa manthe the ki doodh me ya garam paani me ghee milakar peene se delivery easy hoga ( normal hoga ya baby slip hokar easily aayega.) Par aisa kuch nahi hai. .
Normal milk ya peeo, jyada paani piyo, relaxed raho.
Like
Reply
07 Mar 2017
Hetal Mungpara
dudh me ghee dalkar bilkul mat Khana .use BP badhega.
Like (1)
Reply
07 Mar 2017
Sarbjit Saroya
walking is the best for normal delivery.maine 8 and 9 month me bahut walking ki. kegal excercise try kro.
Like
Reply
07 Mar 2017
Durga salvi
Mene aisa nahi kiya...shilpa..aap bus walking krte raho morning n evening me koi problem nahi hogi..diet achachi Rakho
Like
Reply
07 Mar 2017
Sonali Shivlani
NAHI isse Sirf wajan badega. delivery mein aasani NAHI hogi.
Roopashree Siddireddy
Like
Reply
07 Mar 2017