hlooo gys,mene na apne bare me puchna tha.. kya kabi esa hota ha ki hum neendh me ho our hume uthna ho pr uth nhi pate jese ki koi insan coma me hota ha ki sb dekhta ha pr react nhi kr pata, mere sath hu ese to bohat bari huva lakin kl to pure ten ya shayad fifteen mins. tak huva matlb ki uthna chati thi pr neend nhi khul rahi thi, esa lg raha tha me awaz lga rahi hu pr koi sun nhi raha ha ... plz btao ye kya ha
hi varsha, aisa hota hai kabhi kabhi,its termed as sleep paralysis, naam sunke ghabrana mat, some people face this, it may be due to exertion , mental overload ,stress or anything like that,. our subconscious mind and our body when unable to coordinate it happens.its very general, you can google it n know more. aap sone se pehle puri mind relax karke soye,stress Jada Na le.you can chant hanuman chalisa,yeh aapko spiritual power deta hai, you will feel strength in body.tc
varsha anand
Like
Reply
24 Jun 2017