Kuch log ye Bolte hai ki agar garbh ke bachhe ko kisi v poshak tatwa ki jarurat parti hai to wo uski jarurat maa SE le k Puri kar leta hai,maa ko Kisi poshak tatwa ki Kami pare to pare par bachhe ko Nahi parti jabki Kuch log ye Bolte hai ki Jo MAA khati hai us bhojan se poshak tatwa bachhe ko jata hai...kon si baat Sahi hai? During pregnancy,hum Jo khate hai wo hamare lie jaruri hota hai ya bachhe k lie?
Richa Shrivastav
30 May 2019
0
Interested
2
Answers
0
Shares
sonam patel
Dekhiye bache ko poshan maa se hi milta hai... Maa jo bhi khaye wo bache ko milta hai... Is samay jyada poshan ki jaroort padhti hai islie doctor calcium, iron wagerah ko goli bhi dete hai taaki maa k sharir me bhi kami na ho... Islie bolte hai ki ache se khana chahiye pregnancy me. Aur balanced diet lena chahiye taaki sare tarah ki poshan bache lo mile.
Like
Reply
30 May 2019
Priya Sharma
Dono baate sahi hai. Agr apke andar hi kami hogi poshak tatva ki to baby ko kaha se milega. So eat a good healthy diet. Talk milk, fruits, dry fruits, jaggry, pulses,etc
sonam patel
Like
Reply
30 May 2019