Mare baby khana khate time mu nhi kholti ha jaldi khati hi nhi ha ro ro kar khati ha song game cartoon sab kuch karti hu phir bhi nhi khati ha pls help me kya karu
Kavita Naik
26 May 2017
0
Interested
7
Answers
0
Shares
Nisha
You should give food at specific time. Give gaps between meals
Like
Reply
28 May 2017
Harpreet Kaur
<font color ="#3b5998"><b> @6373b65bd8599f0016fe2986 </b></font> aap usko fruits do. juice do. aur apne saty khana khilaye. apni plate main se aap khud khao aur usko b khilao. apko khata dekh kr wo thoda kha legi. milk do.shake bna do.
Like
Reply
26 May 2017
Neha Sharma
aur Haan pls meal time pe no TV, no pH..bas meal enjoy karo. aap usse khane se related bhi baat kar sakte ho. like u can say ki ye sabzi kitni tasty hai yummy Mumma Ko to bahut achi lag rai h baby Ko kaisi lagi..it encourages them to eat.
Like (1)
Reply
26 May 2017
Neha Sharma
hi Kavita, most important is to make ur baby eat with u, at specific meal times, bache dekh k zyada seekhte h n copy krte h. aap baby Ko khud khane do, plastic plate mai choti choti 2-3 bites rakh do, wo thoda khelegi and thoda khayegi bhi, agar wo idhar udhar feke to kuch aur de aur use try krne de. thoda tym lgega but wo khane lgegi. bacho Ko khud se khana acha lgta h, they want to be independent.
Nisha
Like
Reply
28 May 2017