mera baby 2 months ka hua hai aur use thand lag gayi hai jiski wajah se usko har baar feed k baad potty ho rahi hai aur uski potty me pani alag aur solid alag hai pichle 2 dino se wo din me lag bhag 6 se 7 baar potty kar raha hai photo wali dawa GRAMOGYL (metronidazole and norfloxacin oral suspention)din me 1 baar 2 ml pila rahe hai phir bhi koi aaram nai ho raha aur condition buri ho rahi hai plz help kijiye
meri saas ko pata chalega to bahut bawal karengi
aisha afreen
01 Nov 2017
0
Interested
14
Answers
0
Shares
Pooja Singh
Aap khana khane k baad thoda sa ajwain khaya kriye isse bache ko thand nhi lgti aur lg b gai h to jldo recovery hogi. Mustard oil me lehsun paka k malish kriye. Ek din gap kr k nehlaiye baby ko. Socks nd cap pehna k rkhiye.
Like
Reply
01 Nov 2017
Sheeba Rizvi
Dear please no cow milk till one year.
Like
Reply
01 Nov 2017
Anonymous
mera baby cow milk half milk half water k proportion me peeta hai
kya ye nuksaan <u>karega</u>
Like
Reply
01 Nov 2017
Dr. Farah
Please usko ye syrup na de. Potty ke problem ke liye econorm sachets di jiye. Din mein do sachet paani main ghol kar chamach see <u>pilaye</u>
Like
Reply
01 Nov 2017
Sheeba Rizvi
Kabhi baby ke kaan mein dard ho to bhi breastmilk ke ek do drops se araam ho jaata <u>hai</u>
Pooja Singh
Like
Reply
01 Nov 2017