Mera baby 6 month complete karne wala hai 10 days mai par abhi bhi woh mota nahi dikhta n 2-3 days se aur patla dikh raha hai kya karu
Aiza Ibrahim
14 Jan 2020
0
Interested
5
Answers
0
Shares
poonam savita
Mera baby bhi jyada mota nhi hai, mujhse bhi kai log kehte Hain, ki ise upar ka buffalo milk do, ye mota nhi hai.etc<br>
But mere Dr ne kaha ki wo bilkul sahi hai, aur active hai, <br>
Baby apne maa pita par hi jate han, har baby golu molu type nhi hota dear, aur aap bilkul tension na len, agr baby active hai, to wo sahi hai,<br>
Weight sahi hona jyada jaruri hai, mota hona nhi.<br>
Abhi use feed karwati rhen, and after 6 month, solid food start karen
Like
Reply
16 Jan 2020
Anonymous
Tnx @aradhana mam
Like
Reply
14 Jan 2020
Aradhana Haldankar
Dear baby properly feed le raha time se ache se khel raha aur active hai to mota hone ki kya zarurat hai ye sirf ek myth hai ki mota baby he healthy baby hai.aap apne dr.se pucho kya koi problem hai baby mein ??wo b kahege nahi to mota hona q zaruri hai.relax rahe auro ki baton pe zada na dhyan de dr.ki.sune.... mujhe lagta ye aap k aas pas walo ne he bola hoga dudh pura nahi mil raha baby mota nahi hua etc l....just ignore n enjoy with ur baby
poonam savita
Like
Reply
16 Jan 2020