question
Mera baby 6 months complete kr chuka hai lekin wo jyadatar time avaj dene par dhyan nahi deta hai aur uska naam lekar pukarte hai to samazhta nahi hai . I am tensed plz help
anonymous
follow-btn
Interested

1

Interested

Answer

2

Answers

Share

0

Shares

settings
Anonymous

Bharati Patil

Ha mera triple marker report positive aya tha but nt was normal. baby ko hydonephrosis found hua hai isliye daily bactrim naam ki dava chalu hai 2.5 ml. Baad mein sunta krne ko kaha hai de. ne within 1 year. Normally wo toys ke sath khelta hai normal baccho ki taraha aur physical growth bhi 6 month ke hisab se sahi hai. Lekin sirf problem ye hai ki wo kabhi avaj dene par dhyan deta hai aur kabhi kabhi bahut baar jor se bulana padta hai use dhyan dene ke liye. Khelene ya kisi chij ko dekhne mein hi wo jyada intrested rehta hai dhyan dene se jyada. Kaunse month tak wo apna naam sunkar response karne lag jayega ????

Like

Reply

Anonymous

Dr.Priyanka Patel

अभी बच्चे में समझ नहीं है कि वह अपना नाम समझ सके इसलिए आपको चिंता करने की बात नहीं है और आप की डिलीवरी के टाइम कोई कॉम्प्लिकेशन हुआ था तो वह भी बताएं क्या बच्चा नॉर्मल तरीके से खिलौनों के साथ खेलता है

Like

Reply

lifestage
gallery
send