Mera baby av 1 month nd 10 dys ka hua h.. Use 3-4 din se din me ek hi time fever ata hai 97-98.8 degree farehenhit rhta h.. Doc n bola ki itna normal h. Pr me preshan hu plz suggest ky krna chaiye.
Sandhya Makode
04 Mar 2019
0
Interested
4
Answers
0
Shares
Sandhya Makode
Thanku for ur consult..
Like
Reply
05 Mar 2019
Dr.Priyanka Patel
@6374d55f1c9caa00162df213 JI
Ise hum medically immunity temperature bhi kehte ha
Baby ko cold aur flu weather changes k liye jo body fight kar rahi hai kitanuon se uski wajah se apko temprature feel ho raha hai yadi ye temprature 99° touch karta ha toh apko calpol 120 mg deni hogi dose baby k weight pe depending karega
Like
Reply
05 Mar 2019
Kavita Sahany
@616fdb6bee57850013f09995
Like
Reply
04 Mar 2019
Kavita Sahany
98.4 to 98.6 normal temperature hai...kabhi kabhi hum baby ko over dress kar dete hain to bhi temperature increase ho sakta hai thoda sa ..ghabrane ki koi wajah nahi honi. Chahiye . maine phir bhi hamare expert ko tag kar rahi hoon..wo suggest karenge..
Sandhya Makode
Like
Reply
05 Mar 2019