Mera baby ka weight 10kg hai but wo healthy ni ho raha hai aap btye me kya kru baby ke liye
Shweta Jais
09 Aug 2019
0
Interested
7
Answers
0
Shares
Shweta Jais
Lekin fish ni de the qki wo feeding krta hai na islye
Like
Reply
10 Aug 2019
Vipra Naik
Healthy mean mota nahi hota, active hona chahiye. Aap use ghar ka khana de, fal, sabjiyaan alag alag tarike ki khilaaye. Khane mein eggs, fish, paneer bhi de. Dudh pilaaye. Ghee de ek chamach roj khane mein. Biscuits chips maggi jaise cheez se dur rakhe
Like
Reply
10 Aug 2019
sonam patel
Toh bas...Aur kya chahiye shweta aapko. Lucky ho aap. Chinta karna chod do aap fir.
Like
Reply
10 Aug 2019
Shweta Jais
Khane ko sab kuc khata hai or active bhi hai
Like
Reply
10 Aug 2019
sonam patel
Shweta, baby ka active hona jaroori hai, mota nahi. Aapka baby already active dikh rha hai toh chinta mat kro. Aapke baby ka weight acha hai. Mere dhai saal ke bete ka weight 11 kilo hai. <br>
Aap ghar par bna sab khilao bache ko. Chawal dal, roti, paratha, hari sabjiyan, fruit, paneer, ande sab do. Baby ki diet me ghee shamil karo. Dry fruits powder do.
Shweta Jais
Like
Reply
10 Aug 2019