Mera baby Ka weight hi Nahi bad Raha hai ab o 14 months Ka hai..or uska weight 8 point something hai..kya khalaun usko samajh Nahi araha hai please koi bataiyega KYa kya khilane se Bache Ka weight badega...or Han mujhe ye bhi bataiye ke Bache ko kitne time khana khilana chahiye din me..orkya kya khilana chahiye
Taheer Hussain
13 Sep 2020
0
Interested
1
Answer
0
Shares
Bhavna Anadkat
Hello<br>
Baby ka jyada km nahi he chinta na kre ..Aap baby k khane me ghee add kijie ..Aur fruits dry fruits roj dijie ..Daliya paneer eggs khajur in sab se weight badhta he ..Aur agar baby thik se khata he aur active he to aap vajan ki chinta na kre..Aap baby ko 2 baar khana aur 2 baar snacks de sakte ho ..Baki soup juices dudh ye sab bhi de sakte ho
Bhavna Anadkat
Like (1)
Reply
13 Sep 2020