Mera baby khana to kha rha h bt uske health m ni lg rha h bich bich m thik ho jata h phir kbhe kbhe week lgta h fruits v ni khata h kya kru samaj ni ara h weight v kafe kam increase hora h
Devyanshe Binwal
08 Aug 2019
0
Interested
2
Answers
0
Shares
Vipra Naik
Agar dr ke hisab se baby ka weight thik hai, woh active hai toh tension mat le. Kuch bacho ka metabolism high hota hai so woh jyada mote nahi dikhate. Aap usko complete meal de aur biscuits chip jaisi cheeze na de. Ghar ka khana de, koshish kare phal khaye nahi toh milkshake ya juice banake de. Ghee de el chamacha khane ke saath.
Like
Reply
08 Aug 2019
sonam patel
Is age me weight kam hi increase hota hai. Sbse important hai baby ka active rehna...Agar apaka baby active hai toh chinta na kare. Aap ghar par bnaa sab khilaye baby ko. Fruits shakes bna k de skte hain, fruit custard, fruits salad de skte hain...Aap khud uske saamne baith k sab kuch khaye... Tabhi bachcha khayega.
Vipra Naik
Like
Reply
08 Aug 2019