mera baccha bahut chidchida hai aur Khata bhi kuch nahin hai
Shivani gupta
16 Aug 2019
0
Interested
1
Answer
0
Shares
sonam patel
Hello shivani, aap bache ko activities me engage karo... Usko bahar khelne le jao...Roj walk pe le jao... Kitchen me bhi sath rakh skte ho... Aur aate se khelne do..Sabjiyo se khelne do...Khana bnate bnate aap taste kar k yummy bolo jisse usko ruchi aaegi khane me... Sablog jab khate hai usko sath me baithao... Bache humari nakal karte hain jyada toh aise baby khane sikh jaega. Aur khud se usko khaane k liye protsahit karo. Plates colourful bnao. Aap ye articles padho

क्या आप अपने ३ साल के बच्चे के टैंट्रम्स का कारण और उपाय जानना चाहते हैं?

sonam patel
Like
Reply
16 Aug 2019