Mera beta 6 mhine ka h or do mhine me uska sirf 500 grm bjn BDA h plz btaye me kya kru mujhe Brest milk bht km aata h or wo farmula milk ya upr ka milk nhi pita bht koshish krli me usko kese pilaun upr ka dudh or kya khilaun wo upr ka dudh nhi pita chahe kitne b ghante bhukha rahe bs Brest milk pita h or mujhe bht km dudh niklta h plz help
Neetu Mishra
21 Jun 2019
1
Interested
1
Answer
0
Shares
Durga salvi
Hi anon..

Aap chinta mat kariye baby Ko aap one year tak koi bhi animal ka milk mat dijiye ha aap apka milk or formula feed de sakte hai ..

Baby ab 6month ka ho gya hai to aap baby Ko Aap baby ko ab upar ka khana dena suru kariye jise sabjiyo ko boil kariye or mash krke use dijiye aap mixer me use grind bhi kar sakte hai ,fruits bhi aap de sakte hai mash krke or puree bnakar,aap suji ko sekakar vo bhi dijiye pani ya formula milk milkar baby ko namak or sugar nahi dena chahiye one year tak pani bhi pilate rahiye .

Phir aap daliya,khichdi,rice ye dijiye baby ka khana bilkul saaf safai se bna hua hona chahiye baby ko kisi food se problem nahi hona chahiye aapka baby 2-3spoon hi khayega phir dhere dhere khane lagega .

Maa ka milk to pilana hi hai one year tak or ek khana ko aap 3 din tak dijiye same pakakar pta lagiye baby ko problem to nahi ho rahi hai kisi food se.

Koi allergy ya constipation aisa ho to vo khana mat dijiye abhi sab kuch liquid hi dena hai.
Durga salvi
Like
Reply
21 Jun 2019