Aap phal aur sabziyon se shuru karo... Daal se bhi kar skte ho... Daal ko ache se mash kar k do...Phal jaise ki kele ko mash kar ke do... Seb ko ubaal ke... Aur sabziyon ka soup de skte ho... Sabzi jaise ki lauki, aloo ubaal k de skte ho... Abi shuruat me bas ek meal dena hai...4-5 spoons b kaafi hain... Dheere dheere dose badhana hoga... Aur koi b nayi chij aap lagatar 3 dino tak dena jisse bachche ko bachaane ki adat hogi aur apko ye bhi pta chal paega ki us khaane se koi allergy toh nahi hai... Uske baad aap khichdi, daliya, chawal daal, sooji kheer, aate ka halwa jaisi chizen de skte ho.. ek sal tak namak, chini , cow milk, honey na den.
Like
Reply
09 Mar 2020
Akansha Srivastava
Kitni kitni der p Deni h
Like
Reply
08 Mar 2020
Madhavi Cholera
aap bacche ko 6 mahine ke baad ghar ka banaa Sab Kuchh dheere dheere dena start kar sakte ho ..dal chawal, sabji Roti ,paneer ,fruits Daliya, Khichdi ,poha,upma vagera.. breastfeeding bhi abhi continue Karen aur bacche ko Bahar ka khana jaise ki biscuits, vaffers, icecream bilkul Na de..
sonam patel
Like
Reply
09 Mar 2020