Meri 20 months ki boy baby hai. Uski jab tej bukar hoti hai yaa 2-3 din thik say Latin nehi hoti then suddenly baby ka whole body virbrate hone lagte, uski dono eye japakne lagtee and sensles hone lagtee. All brain test , MRI, EEG sab test Ok hai. Uski digest thik say nehi hoti. Abhi tak 12 bar same problem hoo gaya. Approx every month . bohat doctor dekya . pl help
Purna Mondal
05 Mar 2019
0
Interested
4
Answers
0
Shares
Purna Mondal
Drpriyanka: pl suggest me
Like
Reply
05 Mar 2019
Purna Mondal
Kadak vii hoo jate
Like
Reply
05 Mar 2019
Purna Mondal
Drpriyanka patel: - birth ki 4 month tak bukhar mai but abhi sardi jukham ander ander hoo jati orr kheltee huya bhi hooo raha hai. Every month. Uski digest problem bhi hai
Like
Reply
05 Mar 2019
Dr.Priyanka Patel
Kya apne calcium ke supplementsdiye hai baby ko birth k 3 rd month se hi vit d aur calcium diya jana chahiye.<br>
Baby kadak bhi ho jata hai?<br>
Khelte hue bhi esa hota hai?<br>
Sirf or sirf bukar ma hi hota h?
Purna Mondal
Like
Reply
05 Mar 2019