meri baby 1 month ki hai, o breast feeding ke bad feed korte korte soo jati hai .agar uss time parr use uthake burp korau too o aur sooti nahi hai .oyesheto meri breast milk jada ati nahi hai to mujhe utna pata nahi chalta hai ki baby ne kitna feed kiya hai .to agar mai use nahi burp karau aur suladu to kya koi prblm hoga ? Jab o nan piti hai tab use burp karati hu to kya chalega ?
runa ghosh
05 Jan 2020
0
Interested
1
Answer
0
Shares
Bhavna Anadkat
Runa<br>
Ye breastfeed aisa ahar he ki aap aise pata nai kar pate ke baby ka pet bhara he ya nahi.. Aap ye man na chhod do ki feed km ata he.. Baby ka pet bharta nahi.. Baby jitna suck krega utna jyada ayega dudh.. Aur dakar levana bahut hi jaruri he har feed ke baad.. Varna baby ko gad hoga.. Agar so bhi jaye baby to aap halke se kandhe par rakhe aur pith thap thapaye.. Aise nai jagega baby..
Bhavna Anadkat
Like
Reply
05 Jan 2020