question
meri baby 1nd 4month ki h vo sb kuch kha leti h but brestfeed ni chod ri any advice or night tym m to kbi kbi puri raat breastfeed keti h
anonymous
follow-btn
Interested

0

Interested

Answer

5

Answers

Share

0

Shares

settings
Anonymous

Rhituparna Mitra

Chhodna zaroori nahi hai. Aap 2 years tak feed Kara sakte hain. Jaise jaise uska khana <u>badhega</u>, dheere dheere breastfeed chhoot jayega. Air kabhi kabhi babies mumma me pass rehne ke like bhi feed maangte hain - usme bhi kuchh galat babies hai..

Like

Reply

Anonymous

ruqaiya khan

the baby age is 1 year and 4 months or is it 4 months.

Like

Reply

Anonymous

Roopashree Siddireddy

As <font color ="#3b5998"><b> @637296a3649d83001690452e </b></font><font color ="#3b5998"><b></b></font><font color ="#3b5998"><b></b></font> said acche se khana khilao. Ab jab bacche bade ho jaathe hai... breast feeding bhook me Karan nahi..balki comfort Keepers wajah se peethe hai. Bacche Ka sona , breastfeeding se juda rehtha hai..tho wo jab BM peethe hai...tab unhe neend aatha hai. Jab bhi disturbance ho..aur Jag jaaye, tho doodh ki many karthe hai.. Raat me light and sound se door Rakho. Jab baby sojaaye.. aawaz mat Karo. and Aap thoda doori maintain Karo.

Like

Reply

Anonymous

Nazeema Shaheen

shipa baby Ko raat mein pet bhar ke khana khilao,phir thodi der khelne ke Baad breastfeeding karke sulao.bhuk lagne se wo Baar Baar uthti hai.breastfeeding pure 2 saal tak karo baby ke liye accha hai.

Like

Reply

Anonymous

Sheeba Vijesh

<font color ="#3b5998"><b> @63729949e0852e00159b24e9 </b></font><font color ="#3b5998"><b></b></font>please help...

Like

Reply

lifestage
gallery
send