Meri baby 9 months ki hai usko vomiting ka bohot problem ho raha hai jo bhi khilati hu vomit kar rahi hai uska weight sirf 6.8 kg hai dr bhi dikhaya lekin still aise hi ho raha hai... Kya kru plzz help me
Ashwini Deshmukh
10 Sep 2019
0
Interested
6
Answers
0
Shares
Anonymous
Yes pucha dr ko wo bol rahe hai digest nahi hua isiliye kar rahi hai pitta hua usko bola.. Syrup diya hai lekin ye ek do din bad again start ho raha hai
Like
Reply
10 Sep 2019
Durga salvi
Kya aapne doc se reason pucha hai kyuki baby vomiting nahi karte hai baar baar kuch bhi khane ke baad ..Aap baby ko kese khana khilate hai is samay tak baby daliya ,khichdi kya de rahe hai aisa jisase baby vomit kar rha hai.
Ha vomihalt syrup diya hai ek do din thik hai fir vomit hota hai dr ko dikhaya bolte hai hota hai aise lekin mujhe bohot tension ho raha hai wise bhi baby ka weight nahi hai khayega nahi to aur weak ho jayega
Like
Reply
10 Sep 2019
Durga salvi
Hi anon..<br>
Aap chinta mat kariye baby ko doctor ko dikha dijiye kya baby ko sardi lagi hai..<br>
Ya tummy me koi problem hai is vajah se baby aisa karte hai ..Dawa se fark nahi pad rha hai to aap phir se doc se salah lijiye jyada vomiting se baby week ho jayga ..
Anonymous
Like
Reply
10 Sep 2019