question
Meri baby ka 2 months se 4 months tak 11:30 am baje se 10 minutes dhup me rakhti thi without clothes.us samay dhup bohot zada reheta tha.isk liye Kya koi problem ho sakta hai in future?
anonymous
follow-btn
Interested

0

Interested

Answer

4

Answers

Share

0

Shares

settings
Anonymous

Bithika Guha

Me to 2 months rakh chuki hu..baby k back portion me thora sun burn bhi hua tha.in future skin ki internal koi problem na ho is liye Kya karu.. please help me

Like

Reply

Anonymous

poonam savita

Baby ko jyada tez dhoop se problem hoti hai dear, subah 8bje se 9:30 bje ya maximum 10 bje tk dhoop me rakh sakte han, uske baad Dhoop tez ho jati hai dear, jo baby ki skin k liye sahi nhi hai

Like

Reply

Anonymous

Bithika Guha

Abhi dhup me nehi rakhti..par pehele to rakhti thi..usk liye in future koi problem ho sakta hai?

Like

Reply

Anonymous

sonam patel

Jyada dhup me nhi rakhna hai bache ko. Kiran me ultraviolet rays bhi hote hai jo bache kya bado k liye bhi ache nhi hote. Aap subah 9 baje ya usse pehle wali dhup me rakhe.

Like

Reply

lifestage
gallery
send