Meri beti 230 din k hui h.2 July ko uska birth hua tha.tb uska weight 2kg tha.aur 14 October ko uski 3rd vaccination may uska weight 5kg the.aur ab uska weight 6kg 600gm. H.wo bahut weak lgti h kya uska weight is time ye shi h ya nhi.agr nhi to kya kru uske liye.wo active to h bt weak h bahut.aur wo left hand side plti nhi Marti.right hand side ache se plt jati h.agr koi toys se ise left ghumane k try kru to bhi nhi hoti.Aisa kyu ?
Kavita Saini
17 Feb 2019
0
Interested
1
Answer
0
Shares
sonam patel
Wajan thik badh rha hai uski chinta na karen. 6 mahine me janm k time wajan ka doguna wajan hota hai... Aur aapke baby ka ho chuka hai... <br>
Aap baby ka right hand upar ki traf le ja ke uska body dheere dheere left ki traf ghumaao...Matlb help kro uski left k taraf ghumne me...Sikh jaegi. Tention mat lo. Mere baby ko physiotherapist ne aise hi sikhayi thi.
sonam patel
Like
Reply
17 Feb 2019