meri beti ko greenly or waterly loosemotion ho gaya hai... 2 din se green color me krti ti.. but waterly nahi hota ta.. but aaj subh che waterly ho raha hai... use 3 din se sardi bhi bohot hai...koi kehte hai ki teeth aa rahe honge.. ya koi kehta hai ki sardi ki vajah se green loose motion ho raha hai.... plz kiske sath ye hua ho toh muje advise do. @Dr Anish Vaknalli
Alifiya mufddal
25 Apr 2017
0
Interested
1
Answer
0
Shares
Sheeba Vijesh
teething ke wajah se potty green nahi hota hai.. mere baby ko ek baar sardi hui thi tabhi green potty kiya tha... kehte hai ki agar bacha ek breast ka breastmilk puri nahi pee raha ho toh aisa ho sakta hai... fore milk aur hind milk hota hai, fore milk jo pehle aata ho, aur jaise jaise bacha doodh piye, use hind milk milta hai jisme fat zyaada hota hai... aap breastfeed karate samay ek hi breast dijiyega... iron ki maatra badhne par bhi aisa hota hai... <font color ="#3b5998"><b><a href="http://app.babychakra.com/article/1697">Black, Green, Yellow - Your Baby’s Poop Story</a></b></font> yeh padhke dekhiye...
Sheeba Vijesh
Like
Reply
25 Apr 2017