question
My baby is 8 months 6 days old now.

Baby jab 2 months ka tha tabse uuse similac advance formula milk de rahi hoon, tab se baby ko bar bar dysentery and loose motion ho jata hai. Thik hotta hai, medicine deke, fir kuch din baad dysentery aur loose motion ho jata hai. Abhi kya karna chahiye,

Formula milk change karna chahati hoon, konsi brand ki formula milk doon baby ko, aur kuch home remedies...

Ya kuch aur karna chahiye, plz suggest me.

I'm very disappointed.
anonymous
follow-btn
Interested

1

Interested

Answer

1

Answer

Share

0

Shares

settings
Anonymous

Shweta Shukla

Aapke baby ko loose motion infection k wajah se ho raha hai. Wo yaha waha ki chiz ya apni toys muh mein daalta hoga. Aap uske toys ko waah kar k de. Time to time uske hands ko clean rakhe. Milk aap kaise pilaye ho ??? Spoon and katori se to aap use properly sterlize karo and agar bottle se to ppease plastic bottles mat use kariye, uske nipples and bottle ko proper sterlize kare. Milk banane wale pani ko proper boil kar k thanda kare and dudh banaye, i hope yeh app follow kar rahe ho.

Like

Reply

lifestage
gallery
send