My wife is feeling some tiredness after some light work and she feel sometime pain in stomach. Kindly suggest
hemant kumar
26 Oct 2018
0
Interested
2
Answers
0
Shares
swati upadhyay
Pregnancy me proper nutrition diet Leni chaiye....jisme vitamin, calcium, protein, iron,zinc, carbohydrates..etc.. sabhi mojud ho... Iske liye aap mosaam k anusar fruit green vegetables Salad Dairy products... Daal.. rajma. Chane.. inme protein mojud hota hai. Paani jayada se jayada piye.. agr aap se simple Paani nhi piya jata.. to aap pani Ko kisi bhi tarike se pi Sakti hai.. jese ki.. buttermilk (chaah), nimbu Pani, nariyal Pani, shikanji, sharbat etc. Vegetables soup bhi jarur piye.. Doctor ne jo aapko iron calcium vitamin tablet di hai... Unhe time par lena mat bhuliyga... Wo aapki aur Apke baby k liye bhut jaruri hai.... Sabse important baat.. Apne aas pas ka mahool khus rakhiye... Aur aap bhi happy happy rahe... Agr Aap tension legi.. to baby k health par effect pdega... Ghr ka bna khana hi khaye... But pregency me bahar ka khana khane ka man bhi krta h to.. aap ek din cheating kr Sakti hai.. month me ek baar bs... Make sure.. jo aap bahar ka khana kha rhi h.. wo clean and fresh ho... And be positive.. think positive
Like (1)
Reply
26 Oct 2018
swati upadhyay
hello... pain in stomach is normal n tiredness too... make sure she takes her medicines on time n is eating healthy
swati upadhyay
Like (1)
Reply
26 Oct 2018