Plz help me... Mujhe baby move ment Zara mehesus nhi hota h...iss tym Mai baby move Zara hone Chahiye... Bt nhi hota h... Bt Mai free rehti hi... Kya Kuch problem h..???
Ipsita Priyadarshani
07 Feb 2020
0
Interested
3
Answers
0
Shares
Dr.Priyanka Patel
Relaxing position Mein baith jaaiye aur Aur donon hatheli Ko aapas Mein ragad ke garm Kijiye aur apne stomach per lagaiye aur Aankhen bandh Karke note Kijiye aapko kya movement feel hoti hai agar Kuchh Bhi movement feel Nahin hota hai to cal doctor ko dikhana hoga
Like
Reply
07 Feb 2020
Madhavi Cholera
ipsita<br>
24 weeks ke baad baby movements feel hona chahiye.. jara bhi mehsus nay hota he to pls aap doctor ko dikhayie ek baar..
Dr.Priyanka Patel
Like
Reply
07 Feb 2020