Raat ko 1hr yya max haar 1.30 hr K baad uthtii roti milk do chup hoti. Itne interval pe de skte. Breastfeeding and baby urine kitni baar kre normal e
etii
17 Sep 2019
0
Interested
3
Answers
0
Shares
Durga salvi
Hi..Aap chinta mat kariye small babies ek baar bhi susu kare to unka pet khali ho jata hai to aap baby ko feed karva sakte hai jab bhi baby roye tab bhi..
Like
Reply
17 Sep 2019
Kavita Sahany
Ye normal hai .. abhi kuch months aisa hi hoga... Around 6 months tak thoda sa settle hoga ..
Like
Reply
17 Sep 2019
sonam patel
Etii, baby ko atleast 7 se 8 baar jaroor urine krni chahiye. Waise chote babies 20 de 25 baar bhi poore din me urine kr skte hain aap itne interval pe de skte hain feed.
Durga salvi
Like
Reply
17 Sep 2019