Pregnancy me stretch marks hona aam baat hai.har roj mommies chahe wo new ho ya phir child mother's sbhi puchte hai kaise hataye.aisa har kisi ko hota hai.agar hum pehle say hi satark ho jaye toh hme nijat mil jaata hai.
Aaaj hum isse hatane ke nuske batane jaa rhe....
Sbse pehle aaap ghabraye mt.
Roj khub saara paani piye...nariyal paani,juice kaise bhi ho aapko paani jyada pina hai.sbjii ,druid salad,dahi ye sb khane me add krna hai.
1-jis jis jagah pr marks hai waha pr nariyal tail say malis kare.
2-Nariyal tail ki jagah castor oil bhi laga sakti hai.
3-ande ka safed bhag bhi apply kr sakti hai jaha jaha marks hai.yaad rahe apko sukhne ke baad wash gunguna paani say krna hai.
4-aloevera me nimbu ki kuch bund mix kare aur jaha marks hai waha apply kare.phir sukhne ke baad thande paani se saaf kare.
25 May 2019
8
Likes
12
Comments
0
Shares
Roje Panda
Helpful Post
Like
Reply
26 May 2019
shristhy thapa
Aap bio laga rhi hai<br>
Toh lagaye <br>
Isse bhi km ho jaata hai.<font color ="#3b5998"><b> @60541513641e05001a6bca40 </b></font>
Roje Panda
Like
Reply
26 May 2019