Papa ke chale jaane ke baad Maa ne hi hume sambhala.Hum do bhene n ek bhai hain.Bhen badi ,main middle main n bhai chota hain.Maa ne apni zaroorton ko chodkar hamaari zaroorton ko pura kiya.Hum us time joint family main rehte the.Maa ne yahi sikhya ki hume unki zaroorat hain hain to hume unke according chalna hoga.Kabhi kabhi to bad ajeeb lagta tha ,ki kis tarah apni ichaaon ka gala dabakar jee rahe hain,gussa bhi aata tha,lekin maa ke samjhaane ke baad pr mann phr maan jaata tha N unke according chalte the.Jaise Jaise bade hue,study puri ki n job ke liye ready ho gye.Ab family members ka beahaviour change ho gya tha,n koi support n koi financial help.Is par bhi maa ka koi reaction nai tha.Phir main school join kiya n shaam ko tution padati thi.Maa ki support se postgraduation ki,phr school join kiya n tutions ki.Unki support se hi life ki problems se ladn seekha.Unki wajah se main yaha tak paunchi.Jab main conceive ni kr paa rahi thi to tab maa ko meri badi chinta hoti thi n wo hamesha mera hausla badati thi n meri himmat banti thi.Hamesha mujhe yahi kehna bhagwaan ka dhyaan kro,usne hi sab kuch karna hain n aisa hi hua.Na koi dwaa ne kaam kiya ,sirf maa ki duaaon n bhagwaan ke naam ne hi kiya.
Maa ke saath saath Mere Dada g bhi meri shakti bane.Family members main se Dadag ne hamara bhut support kiya.Wo ghar ka kharcha uthate the n main school pay n tution fee se apni study n ghar ke chote chote kharche sambhalti thi.Phr unhone hi meri bhen n meri shaadi karwaai.Bhagwaan ki kripa se hum dono bhene apne ghr main khush n sukhi hain.Yeh keh sakte hain ki papa ke chale jane ke baad Dada g ne hi Papa ka role play kiya n hume support kiya.Bade afsos ki baat hain ki itni support krne wale aj Dadag bhi ni rahe.
Meri bhagwaan se yahi pray hain ki meri maa ko hamesha khush rakhna n hamesha meri shakti bani rahe. #myshakticontest
#navratricontest
#navratri2019
#bbbccreatorsclub
#vyaannmom
BabyChakra User
shivaniMahek PathakKuljeet kaurAkanksha BhuriPinki Mishra Khushboo Chouhan Vikram Singh manisha neeraj Singh tomar Urmila Rao ROOPTARA Pooja Singhprincy Lichhma sanel Khushboo Kanojia Mayuri Kacha Reshma Chaudhary Shirin kausar Qureshi Aarzoo priya rajawat Priya Sharma Sonali Puneet Maggu roje panda Himani Sharma Sarita Rautela kiran kumaridurga salvi Sonam patelPriti RathodAnaya MeenaSaroj Manoj DewalAnu ChauhanAnshu Jhaanjna gautamSejal Parmar Dauly Solanki Pooja Manoj DhimanSania BhushanDr. Pradeep kumarShristhy thapa mili Alka Tiwari SUSMITAVani Kulkarni Vikash Kumar SinghK Kamle Soma SurSaroj DewalSonali Puneet Maggu Lichhma sanel durga salvi Dauly Solanki Khushboo Kanojia Priya Sharma Vikram Singh manisha neeraj Singh tomar Ashiyana Shaikh Mayuri Kacha princy Urmila Rao Molla Tuhina beagum Sejal Parmar Kanchan negi Sarita Rautela neha Maheshwari priya rajawat AMRITA VERMA Reshma Chaudhary kiran kumari Himani Sunita Pawar manisha neeraj Singh tomar ARTI Kajal Kumari Shailja Pandey Khushboo Kanojia Molla Tuhina beagum shivani Shirin kausar Qureshi durga salvi Roop Tara Pooja AshutoshReshma Chaudhary Kanchan Sarita Rautela Sunita Pawar priya rajawat neha Maheshwari Preet Sanghu ARTI Shailja Pandey Reshma Chaudhary Kanchan negi shivani Shristhy thapa(sunam)
Anaya MeenaMayuri Kacha Sonali Puneet Maggudurga salvi Varsha Rao Isha Pal Khushboo Chouhan Vani Kulkarni Swati upadhyay Sonam PatelNandini SisodiaHimani SharmaPinki MishraRitu rathoreSangeetaMadhu Tiwari nena sharma (payal)@mini552 Nisha Sharma (Hiral)Parul_tiwari@a_magical_voice
BabyChakra User
Hum bhi 2behen ek Bhai or main middle Hoon😉😉aapki mummy bohut strong hai .aap unko hamesha support Dena jese bo dete hai
BabyChakra User
Aapki ma ne bahut struggel kiya hai nd aapne bhi bhagwan kre ki aage life aur aachi rhe
BabyChakra User
Dear apki mother bhut strong hai ..
Ek maa hi beti ki true friends hoti hai ..awesome post dear..
BabyChakra User
Maa to maa hi uska jisa koi nahi sab rishte dikhwe ki hi ak maa baAp ka hi pyar sacha hota hi
Recommended Articles
BabyChakra User
hats off !!! 👏👏👏