Dr. Priyanka Patel
Nimonia bataya ha ek bar report dikhaiye parul Dr ka prescription dikhaiye baby ko bukhar reh Raha h? Temperature kitna ha ndibact se dheere dheere Kum hoga
Parul tiwari
Dr. Priyanka Patel nimoniya ki shikayat btayi thi or medicine ki pic m bhej rhi hu plz chk jrur krke btay bukhar to ise us tym b 1% nhi tha
Parul tiwari
Ye kaise km hoga jldi bcchi bohot preshan h Dr. Priyanka Patel ap koi cream bta do jo jldi effect kre or bacchi ko aaram ho
Dr. Priyanka Patel
Parul Jo doctor ne Diya hai medicine vahi lagaiye kyunki yah infection hai aur aur ek bar Jo cream start karte hain uske andar antibiotic hoti hai vah kam se kam aap ko 10 days Tak lagani hai water wipes use kijiye saaf karne ke liye
Aur ye czson nahi lagana h
nena vashu
Parul kuch ni hoga aap chinta mt kro thik ho jayga babu ko bhi hua tha mere mene gunguna oil legaya nd dhup di
Aradhana Haldankar
This is rashes moderate type plz start SUDOCREM immediately. Clean krne k liye boht halka garam pani use kro direct clean hath se kapde ya wipes se aur takleef hogi..zada garam pani btakleef dega. Steam ya humidifier ka use kro room mein effective hai n i guess pneumonia ki wajah se antibiotic start ki hogi to usse b loosemotion hote hai diaper na use kro gilepan se rash ni jayege
Aradhana Haldankar
Czson is a Dustin powder its use only externally that means wound pe direct ni use krte hai n ine more important thing... first do 24 hr patch test
Dr. Priyanka Patel
Abhi baby kaisi hai parul aur doctor ne Jo likha tha vahi medicine laga rahe ho na aap
Parul tiwari
Dr. Priyanka Patel baby thik h bilkul ab rashes bohot kam ho gye h almost khtm hi ho gye h
Parul tiwari
Dr. Priyanka Patel lekin ye potty kr rhi h yellow colour ki patli patli bohot jada 30 35 lagot h iski sari gandi kr deti h ye ek br m acche se. Potty ni krti thodi thodi krti h or sab gnda kr deti h evev chik ya khasne pr b potty nikl jati h iski thodi si
Dr. Priyanka Patel
Abhi thoda kam hua Ho Ga ye infection Ho jata hai bacchon mein kyunki potty mein gandgi hoti hai aur bacchon ki skin bahut sensitive hoti hai
Recommended Articles

Madhavi Cholera
Dr. Priyanka Patel plz help