Name: Dr Swati Parab
Date: 24th August 2020
Timing: 4:30 pm - 5:00 pm
Topic: Warning Signs During Pregnancy
Designation: Obstetricians and Gynecologist
IMPORTANT: How to ask a question? Ask your question in the comment section with the hashtag #askSwati
यह लाइव चैट में "गर्भावस्था के दौरान चेतावनी के संकेत I" यह चर्चा की जाएगी। हमारे विशेषज्ञ इस विषय से संबंधित आपके सभी प्रश्नों का उत्तर देंगे। यदि आप इस बारे में कोई प्रश्न पूछना चाहते हैं तो कृपया कमेंट सेक्शन में पूछें!
Please download the BabyChakra App using Dr Swati Parab referral code SWATP to receive more content from them.
#askswati #momhealth #pregnancymustknow #livechat #liveqna #cipla #ciplawomenshealth #bethebuzz
BabyChakra User
mera abhi 21 august se 8 month start ho gaya hai. Muzhe pet mein bhut dard ho raha tha Isliye doctor ne Bed rest kaha aur duvadillan tablets diye hai. Uska effect bhi thoda dikha hai lekin pura pain khatam nahi huya hai. Kya problem ho sakta hai ? Kya mein 36 weeks tak ja pavungi ? Kya precautions lu mein so at least 34 ya 35 weeks complete ho ?
BabyChakra User
@Monikakb mera 21 august se 8 month start hua hai aur pet dard aur urine area mein bhi bahut dard hota Tha isliye muzhe tension aa raha hai ki kahi cervix ka muh to nahi open hua ? doctor ne muze check nahi kiya sirf weight and bp check kiya and bole take bed rest. ab kaise pata kru ki ye premature delivery ke lakshan hai ya cervix ooen hua hai ? I am so tensed. uske bad unke diye huye tablet duvadillan se muze abhi pain kam hai lekin muzhe sirf tension ye hai ki kya mein pure 36 weeks tak ja pavungi ya nahi ? doctor ne bola duvadillan uterus relaxation tablet hai aur ye pain hone par hi lelo but muze nahi samazh mein aa raha hai ki agar pain jayada nahi raha aur meine tablet nahi liye to kya cervix dhire dhire khulta rahega kya daily ? Agar pain nahi hua aur meine daily base pe duvadillan nahi liye sirf pain hua to hi liye to kya mein 36 weeks tak pahunch pavungi ya nahi ?

Recommended Articles

BabyChakra User
Hi Doctor,Is baby kicking a lot a good sign?