मेरा 13 महीना का एक लड़का है वह अभी maa का दूध पीता है कुछ नहीं खाता है कुछ खिलाने की कोशिश करने बाद वह मुंह se निकाल देता है..
ajit
09 May 2019
1
Interested
2
Answers
0
Shares
Akanksha Bhuri
Aap use khud khane de.. finger foods jaise aloo wedges, steamed carrot pieces, cutlet, veg tikki, fruit pieces wagerah sab bite sized portion dijiye. Uski plate aur cutlery alag aur Sundar dijiye.. thodi variety aur Colors shaamil kijiye jaise Colourful beetroot, palak ki poori ya paratha wagerah, achhi tarah Saja kar khana thoda interesting way mein uske samne rakhiye, taki vo dekhkar khush ho aur khana chahe. Khud se khane dene par vo independent feel karega aur khana shuru karega. Jab uska interest aa jaye to aap jo chahe vo khila sakte hai .
Akanksha Bhuri
Like
Reply
09 May 2019