Aisa hota hai agr baby se tum jyada bolte ho toh baby jldi bolega or jldi sikhega .bcause maira baby 3 year ka hoke bola hai maira nature thoda kam bolne ka hai .
deepa sharma
10 May 2019
0
Interested
7
Answers
0
Shares
sonam patel
Deepa, bacho ko ghar se bahar logo se milne me time lgta hai. Sabhi bache ka nature alag hota hai. Aapko is baat ki fikar bilkul bhi nahi krni hai... Kuch bache jaldi ghul mil jaate hai...Kuch ko samay lgta hai. Personality ko abhi determine nhi kiya ja skta... Bacha khud kuch dino me waha enjoy karne lagega...Friends bna lega... <br>
Abhi usko ghar k logo ki bas adat hoti hai. Ek closed mahaul me pala rehta hai... Slowly thik hone lagega.
Like
Reply
10 May 2019
deepa sharma
Ya phir ye aisa hi rhega kuch aisa hota hai
Like
Reply
10 May 2019
deepa sharma
Es behaviour se hum eski personality ko determine kar skte hai
Like
Reply
10 May 2019
deepa sharma
Ha jata hai playgroup m bhut late open hota hai sbke sath bhut tym leta hai
Like
Reply
10 May 2019
Akanksha Bhuri
Ji Haan aap agar baby se zyada baat karenge to vo jaldi bolna seekhega, par sirf ek ye hi criteria nai hota. Kuch bachhe kafi late bolna start karte hai. Aap baby Ko playgroup mein enroll zarur kar de, zyada bachho ke aaspas rehne se vo bolna seekhega.
sonam patel
Like
Reply
10 May 2019