question
Baby 7 months old....but refuse to eat everything....kuch b ni khati...na bottle peeti....only breastfeed krti hai...Kya kru...kaise wo khane mein interest legi..Mai sb kuch try KR chuki hu...nmkeen mitha sb bnakr try Kiya...but ni khati....raat ko b 3.4 times jgti hai.. Meri neend b khrab hoti hai....Kya kru plz suggest me
anonymous
follow-btn
Interested

1

Interested

Answer

2

Answers

Share

0

Shares

settings
Anonymous

Kavita Sahany

Try karte rahen..dhere dhere khane lagegi baby.. feeding bhi chalu rakhen..juice den, Dal Ka Pani, rice Pani den...

Like

Reply

Anonymous

Durga salvi

Hi.
Aap chinta mat kariye sari mom's ke Sath Aisa hota hai..ye normal si baat hai sabki nind me problem hoti hai..
Aap baby ko ab upar ka khana dena suru kariye jise sabjiyo ko boil kariye or mash krke use dijiye aap mixer me use grind bhi kar sakte hai ,fruits bhi aap de sakte hai mash krke or puree bnakar,aap suji ko sekakar vo bhi dijiye pani ya formula milk milkar baby ko namak or sugar nahi dena chahiye one year tak pani bhi pilate rahiye .
Phir aap daliya,khichdi,rice ye dijiye baby ka khana bilkul saaf safai se bna hua hona chahiye baby ko kisi food se problem nahi hona chahiye aapka baby 2-3spoon hi khayega phir dhere dhere khane lagega .
Maa ka milk to pilana hi hai one year tak or ek khana ko aap 3 din tak dijiye same pakakar pta lagiye baby ko problem to nahi ho rahi hai kisi food se.
Koi allergy ya constipation aisa ho to vo khana mat dijiye abhi sab kuch liquid hi dena hai.

Like

Reply

lifestage
gallery
send