question
Baby ko upr ka milk bhi dena padta h pr breast feed ke baad burp bhi kr leta hai fir bhi hungry rhta hai. Upr ka dudh pilao to ugal deta hai or fir gungrg hojata hai. Kya krna chahiye?
anonymous
follow-btn
Interested

0

Interested

Answer

5

Answers

Share

0

Shares

settings
Anonymous

Aishwarya Trivedi

Ok thanks.. dakar leli ho ache se do teen bar mtlb pet bhar gya h na

Like

Reply

Anonymous

sonam patel

Muh me hath lena bahut normal h. Sab bache aisa krte hain. Aur breastfeeding aapko ek siDe se 15-20 minute karana hi hai. Upar ka doodh band kar do aap. Sirf breastfeed karao jar dedh se 2 ghante pe. <br> Bache ka rona bhi normal h. Chote bacho ko time lgta h bahar ki duniya me adjust karne me. Baby ahar din me 7se 8 baar susu karta h toh matlab sahi se doodh mil rha usko.

Like

Reply

Anonymous

Aishwarya Trivedi

Breastfeed me bhi bahut time lgta h <span style="color:#3B5998;"><b> @ </b></span>

Like

Reply

Anonymous

Aishwarya Trivedi

Wo bar bar moo me hath leta h or rone lgta h jese bhuk lgi ho bahut fir milk do tbhi chup hota hai

Like

Reply

Anonymous

sonam patel

Upar ka doodh na den, wo extra ho rha hai islie nikal rha hai baby. Aapko kyu lgta hai ki baby bhukha rehta hai doodh pine k baad bhi?

Like

Reply

lifestage
gallery
send