Breastfeeding se baby ki tummy na bhare or wo crying karta rahe tu konsa powder milk uskeliy use kare konsa product accha h
gazala samreen
13 May 2019
0
Interested
3
Answers
0
Shares
Durga salvi
Hi..<br>
Agar apka baby ka weight bad rha hai or 6-7time se jyada pee kar Raha hai dinbhar me to aap chinta mat kariye ..aap healthy diet lijiye diet me jeera ,dry fruits,shatavari powder bhi lijiye ye article pad lijiye help milegi apko..<br>
<span style="color:#3B5998;"><b><a href="http://app.babychakra.com/article/3912">अगर बेबी के लिए दूध न बन रहा हो, तो मदद लीजिये इन 4 नेचुरल चीज़ों की</a></b></span>
Like
Reply
13 May 2019
gazala samreen
Thanx
Like
Reply
13 May 2019
Akanksha Bhuri
Hi gazala, Aisa zaruri nai hai ki baby ka pet nai bhara isiliye vo ro rha hai. New moms aksar ye galti Karti hai ki baby ke rone Ko uske pet na Bharne ki vajah se samajhkar formula start kar deti hai. Bachho ke rone ke aur bhi kafi sare reasons hote hai, like gas, ya maybe usko thand ya garmi lag rhi ho, or he might be sleepy. Itne chhote bachhe susu potty karne ke time bhi aksar rote hai. Aur kafi bar Bina kisi reason bhi, kyuki bahar ka mahol vaha se kafi alag hota hai jaha se vo aaye hai. Gas ki problem ke liye aap malish karte time bachhe Ko tummy time de, cycling motion mein uske legs uthaiye aur chalaye, nabhi ke pas heeng ki paste lagaye. Agar aapka baby din mein 6 times minimum urine pass kar rha ho to uska pet properly bhar rha hai. Aap chinta mat kijiye
Durga salvi
Like
Reply
13 May 2019